man hi devata, man hi Ish{}var, man se bada na koyman ujiyara jab jab phaile, jag ujiyara hoyis ujale darpan pe prani, dhul na jamane payetora man darpan kahalaye sukh kI kaliyan, dukh ke kate, man sabaka Adharman se koi bat chhupe na, man ke nain hazarjag se chahe bhag lo koi, man se bhag na payetora man darpan kahalaye
Comments